chaaha hai tujhko chahunga har dam
marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
teree yaad jo aatee hai, mere aansu behte hain
apna toh milan hoga, pal pal yeh kehte hain
kya yeh jindaganee hai, bas teree kahanee hai
bas teree kahanee hai, yeh jo jindaganee hai
chaaha hai tujhko chahunga har dam
marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
teree woh baate, woh chahat kee rasme
jhuthe the vaade, kya jhuthee thee kasme
jaane tamanna kya yeh sach, hai bas itna keh de
tut jaaye na lamhe aitbar ke, de koi sila mere intejar ka
chaaha hai tujhko chahunga har dam
marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
teree hu teree jo chaahe kasam le le
mujhko humrahee too apne gam de de
saree umar hai mujhko dard judai ka sehna
raste me khoyee hai manjil meree
mere sath jayengee mushkile meree
chaaha hai tujhko chahunga har dam
marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
too saamne hai mere, phir kyon yeh duree hai
tujhe kaise batau mai hay kya majburee hai
yeh bhee koi jina hai sirf aansu pina hai
sirf aansu pina hai yeh bhee koi jina hai
0 komentar:
Posting Komentar